Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDadra Tal
HomeDadra Tal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jeevan dor tumhin sang baandhi jeevan dor tumhin sang baandhi kya todenge is bandhan ko jag ke toofan aandhi re aandhi jeevan dor tumhin sang baandhi jeevan dor tumhin sang baandhi ho na sake kabhi hum tum nyaare ho na sake kabhi hum tum nyaare do tan hain ik pran humare chhaahe mile path mein andhiyaare chhaahe ghire hon badal kaare phir bhi rahoongi tumhari tumhari jeevan dor tumhin sang baandhi jeevan dor yun ghul mil rehna jeevan mein jaise rahe kajra ankhiyan mein teri chhavi chhaayi rahe mann mein tera hi naam rahe dhadkan mein tere daras ki main pyaasi re pyaasi jeevan dor tumhin sang baandhi jeevan dor tumhin sang baandhi kaisa mujhe vardaan mila hai kaisa mujhe vardaan mila hai tum kya mile bhagwaan mila hai ab to janam bhar sang rahega is mehndi ka rang rahega tere charan ki main daasi re daasi jeevan dor tumhin sang baandhi jeevan dor tumhin sang baandhi
jhoomti chali hawa jhoomti chali hawa yaad aa gaya koi bhujhti bhujhti aag ko phir jala gaya koi jhoomti chali hawa kho gayi hain manzilen mit gaye hain raasten kho gayi hain manzilen mit gaye hain raasten gardishen hi gardishen ab hain mere waaste ab hain mere waaste aur aise mein mujhe phir bula gaya koi jhoomti chali hawa chup hain chaand chaandni chup ye aasmaan hai chup hain chaand chaandni chup ye aasmaan hai meethi meethi neend mein so rahaa jahaan hai so rahaa jahaan hai aaj aadhi raat ko kyun jaga gaya koi jhoomti chali hawa yaad aa gaya koi bhujhti bhujhti aag ko phir jala gaya koi jhoomti chali hawa yaad aa gaya koi yaad aa gaya koi
jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai maro to aise ke jaise tumhara kuchh bhi nahin jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai jiyo to aise jiyo jahaan mein aa ke jahaan se khinche khinche na raho wo zindagi hi nahin jis mein aas bujh jaaye koi bhi pyaas dabaye se dab nahin sakti isi se chain milega ke pyaas bujh jaaye wo keh ke mudta hua zindagi ka dhaga hai jiyo to aise jiyo ye aasmaan ye zameen ye fiza ye nazzare ye aasmaan ye zameen ye fiza ye nazzare taras rahen hain tumhari meri nazar ke liye nazar chura ke har ik shai ko yun na thukraao koi shareek e safar dhoondh lo safar ke liye bahut kareeb se maine tumhen pukara hai jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai jiyo to aise jiyo
jo main janti bichhrat hain saiyan jo main janti bichhrat hain saiyan ghunghata mein aag laga deti ghunghata mein aag laga deti main laaj ke bandhan tod sakhi main laaj ke bandhan tod sakhi piyaa pyaare ko apne manaa leti piyaa pyaare ko apne manaa leti mere haar singaar ki raat gayi piyuu sang umang meri aaj gayi piyuu sang umang meri aaj gayi ghar aaye naa more saanwariya ghar aaye naa more saanwariya main to tan man unpe o o o main to tan man unpe luta deti jo main janti bichhrat hain saiyan ghunghata mein aag laga deti mohe preet ki reet naa aayi sakhi main banke dulhan pachhataayi sakhi main banke dulhan pachhataayi sakhi hoti naa agar duniyaa ki sharam hoti naa agar duniyaa ki sharam unhen bhej ke patiyaan o o o unhen bhej ke patiyaan bulaa leti jo main janti bichhrat hain saiyan ghunghata mein aag laga deti
hey hooo hey ho hoo hey kaanchi kaanchi re kaanchi re preet meri saanchi ruk jaa na jaa dil tod ke hoo ho kaanchi re kaanchi re preet meri saanchi ruk jaa na jaa dil tod ke hoo ho ruk jaa na jaa dil tod ke tere haathon mein hai meri dori jaise kachche dhaage se main bandhaa aayaa aise hoo tere haathon mein hai meri dori jaise kachche dhaage se main bandhaa aayaa aise mushkil hai jeenaa de de o haseenaa mushkil hai jeenaa de de o haseenaa waapas mera dil mod ke hey ae kaanchi re kaanchi re preet meri saanchi ruk jaa na jaa dil tod ke hoo ho ruk jaa na jaa dil tod ke jhoothaa hai ye gussa tera sachcha nahin sachche premi ko tadpana achchhaa nahin hooo jhoothaa hai ye gussa tera sachcha nahin sachche premi ko tadpana achchhaa nahin waapas na aaoongaa main jo chala jaaoongaa waapas na aaoongaa main jo chala jaaoongaa ye teri galiyaan chhod ke hey ae kaancha re kaancha re pyaar mera saanchaa ruk jaa na jaa dil tod ke hoo ho kaancha re kaancha re pyaar mera saanchaa ruk
kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko hum to samjhe the hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona kis liye jeeten hain hum kis liye jeeten hain hum kis ke liye jeeten hain baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya kabhi khud pe kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya kabhi khud pe
kaisa jaadoo balam tune daara hoooo ooooo kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo koi teri tarah dil naa chheene ho gayi main paseene paseene koi teri tarah dil naa chheene ho gayi main paseene paseene tauba tauba tauba tauba tauba tauba nazar ka ishaara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo dag magaaye kadam chalte chalte tumne chheda to hum kya sambhalte dag magaaye kadam chalte chalte tumne chheda to hum kya sambhalte lo chale lo chale lo chale naam le kar tumhaara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo hosh bhi thoda thoda nasha bhi dard bhi thoda thoda mazaa bhi hosh bhi thoda thoda nasha bhi dard bhi thoda thoda mazaa bhi teer saiyaan teer saiyaan teer saiyaan ajab tune maara kho gaya nanha sa dil humara kaisa jaadoo balam tune daara kho gaya
haaye kaise din beete kaise beeti ratiyaan piyaa jaane naa haaye kaise din beete kaise beeti ratiyaan piyaa jaane naa neha laga ke main pachhtaayi neha laga ke main pachhtaayi saari saari raina neendiyaa naa aayi jaan ke dekho mere jee ki batiyaan piyaa jaane naa haaye kaise din beete kaise beeti ratiyaan piyaa jaane naa rut matwaali aa ke chali jaaye rut matwaali aa ke chali jaaye mann mein hi mere mann ki rahi jaaye khilne ko tarse nanhi nanhi kaliyaan piyaa jaane naa haaye kaise din beete kaise beeti ratiyaan piyaa jaane naa kajraa naa sohe gajraa naa sohe kajraa naa sohe gajraa naa sohe barkha naa bhaaye badraa naa sohe barkha naa bhaaye badraa naa sohe kya kahun jo poochhe mo se mori sakhiyaan piyaa jaane naa haaye
o ho ho ho o ho o o o o o hmm hmm hmm karvaten badalte rahe saari raat hum karvaten badalte rahe saari raat hum aap ki kasam aap ki kasam karvaten badalte rahe saari raat hum aap ki kasam aap ki kasam ghum na karo din judaayi ke bahut hain kam aap ki kasam aap ki kasam yaad tum aate rahe ik hook si uthati rahi neend mujhse neend se mein bhaagati chhupti rahi raat bhar bairan nigodi chaandani chubhati rahi aag si jalti rahi girti rahi shabnam aap ki kasam aap ki kasam jheel si aankhon mein aashiq doob ke kho jaayega zulf ke saaye mein dil armaan bhara so jaayega tum chale jaao nahin to kuchh na kuchh ho jaayega dagmaga jaayenge aise haal mein kadam aap ki kasam aap ki kasam rooth jaayen hum to tum humko mana lena sanam door hon to paas humko tum bula lena sanam kuchh gila ho to gale humko laga lena sanam toot na jaaye kabhi ye pyaar ki kasam aap ki kasam aap ki kasam aap ki kasam aap ki kasam aap ki kasam
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa haa haa haa kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aayaa kiske aane ki khabar le ke hawaayen aayin kiske aane ki khabar le ke hawaayen aayin jism se phool chatakane ki sadayen aaeen jism se phool chatakane ki sadayen aayin ooo ooo ooo ruh khilne lagi ruh khilne lagi sanson mein mehak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aayaa kisne ye meri taraf dekh ke baahen kholi kisne ye meri taraf dekh ke baahen kholi shokh jazbaat ne seene mein nighaahen kholi shokh jazbaat ne seene mein nighaahen kholi ooo ooo ooo honth tapne lage honth tapne lage zulfon mein lachak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron
kesariyaaaaaaaaa baaalmaaaaaaa o ji ke tumse laage nain nain re ke tumse laage nain kesariyaaaa baalmaa o ji ke tumse ke tumse laage nain kesariyaa ho kesariyaa kesariyaa ho kesariyaa baalmaa o ji ke tumse laage nain nain re ke tumse laage nain kesariyaaaaaaaaaa rang liyo main aaj ang ang tere rang mein tan hua man hua kesariyaa rang liyo main aaj ang ang tere rang mein tan hua man hua kesariyaa chandani hai raat ab to aajaa piyaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaa chandani hai raat ab to aajaa piyaaaaaa kesariyaa ho kesariyaa baalmaa o ji ke tumse laage nain nain re ke tumse laage nain kesariyaaaaaa takraa ke sar ko jaan naa de doon to kya karoon kab tak firaaq e yaar ke sadmein sahaa karoon main to hazaar chaahoon ke bolun naa yaar se kaboo mein apne dil ko naa paaun to kya karoon chandani hai raat ab to aajaa piya chandani hai raat ab to aajaa piyaa aajaa piyaa chandani hai raat ab to aajaa piyaaaaa kesariyaa ho kesariyaa baalmaa o ji ke tumse laage nain nain re ke
ab ke baras bhi beet na jaaye ye saawan ki raatein dekh le meri ye bechaini aur likh de do baatein khat likh de saanwariya ke naam baabu khat likh de saanwariya ke naam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de saanwariya ke naam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge kaise hoti hai subah se shaam baabu kaise hoti hai subah se shaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de saare vaade nikle jhoothe saamne ho to koi unse roothe saamne ho to koi unse roothe le gayi bairan shehar piya ko ram kare ke aisi naukri chhoote unhen jisne jisne unhen jisne banaya ghulam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de jab aayenge sajana mere khan khan khankenge kangna mere khan khan khankenge kangna mere paas gali mein ghar hai mera us din tu bhi aana angna mere kuch tujhko tujhko kuch tujhko main doongi inaam baabu kore kaagaz pe likh de salaam
hmm hmm hmm hmm hmm hmm khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko milte hain dil yahaan mil ke bichhadane ko khilte hain gul yahaan kal rahe na rahe mausam ye pyaar ka kal ruke na ruke dola bahaar ka kal rahe na rahe mausam ye pyaar ka kal ruke na ruke dola bahaar ka chaar pal mile jo aaj pyaar mein guzaar de khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan hooo ooooo hooo hoooo ho ho ho ho haaaaaa jheelon ke honthon par meghon ka raag hai phoolon ke seene mein thandi thandi aag hai jheelon ke honthon par meghon ka raag hai phoolon ke seene mein thandi thandi aag hai dil ke aaine mein tu ye sama utaar le khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai inn lamhon pe aaj tu har khushi nisaar de khilte hain gul yahaan khil ke
hmm hmm hmm hmmm hmmm kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye badi ajeeb khushi hai ghumen muhabbat bhi badi ajeeb khushi hai ghumen muhabbat bhi haseen labon pe magar dil pe chot khaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye hazaar parde hon pehre hoon ya hon deewaaren hazaar parde hon pehre hoon ya hon deewaaren rahenge meri nazar mein to wo samaaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye kisi ke husn ki bas ek kiran hi kaafi hai kisi ke husn ki bas ek kiran hi kaafi hai ye log kyun mere aage hain shamma laaye huye ye log kyun mere aage hain shamma laaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye
koi saagar dil ko behlata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin main koi patthar nahin insaan hoon main koi patthar nahin insaan hoon kaise keh doon ghum se ghabrata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin kal to sab the carwaan ke saath saath kal to sab the carwaan ke saath saath aaj koi raah dikhlata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin zindagi ke aaine ko tod do zindagi ke aaine ko tod do iss mein ab kuchh bhi nazar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin
hey hey hey hey aahaa aahaa hm hm hm hm aa ha ha ha ha ha hm hm kora kaagaz tha yeh mann mera mera mera likh diya naam iss pe tera tera tera kora kaagaz tha yeh mann mera likh diya naam iss pe tera soona aangan tha jeevan mera bas gayaa pyaar iss mein teraa toot na jaaye sapne main darta hoon nis din sapnon mein dekha karta hoon toot na jaaye sapne main darta hoon nis din sapnon mein dekha karta hoon naina kajaraare matavaare yeh ishaare khaali darpan tha yeh mann mera rach gayaa roop iss mein tera kora kaagaz tha yeh mann mera likh liya naam iss pe tera chain ganvaayaa maine nindiya ganvaayi saari saari raat jaagu doon main duhaayi chain ganvaayaa maine nindiya ganvaayi saari saari raat jaagu doon main duhaayi kahoon kya main aage nehaa laage jee na laage koi dushmann tha yeh mann mera ban gaya meet jaa ke teraa kora kaagaz tha yeh mann mera likh liya naam iss pe tera baagon mein phoolon ke khilane se pehle tere mere nainon ke milne se pehle haan baagon mein
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki main baat zamaane ki manun ya baat sunun apne dil ki kuchh aur zamaana kehta hai duniya ne hamein berehami se thukra jo diya achchha hi kiya thukra jo diya achchha hi kiya nadaan hum samjhe baithe the nadaan hum samjhe baithe the nibhti hai yahan dil se dil ki kuchh aur zamaana kehta hai insaaf mohabbat sachchaiii insaaf mohabbat sachchai wo rehamo karam ke dikhalave kuchh kehte zubaan sharmaati hai kuchh kehte zubaan sharmaati hai puchho na jalan mere dil ki kuchh aur zamaana kehta hai do basti hai insanon ki insaan magar dhundhe na mila insaan magar dhundhe na mila patthar ke buton se kya keeje patthar ke buton se kya keeje fariyaad bhala toote dil ki kuchh aur zamaana kehta hai kuchh aur hai zid mere dil ki main baat zamaane ki manun ya baat sunun apne dil ki kuchh aur zamaana kehta hai
laage naa mora jiyaa sajnaaaa nahin aaye haaye laage naa mora jiyaa sajnaaaa nahin aaye haaye laage naa mora jiyaa dekh liye piyaa tere iraade jhoote nikle jaa tere waade dekh liye piyaa tere iraade jhoote nikle jaa tere waade tadpat tadpat yaad mein teri nain mere bhar aaye nain mere bhar aaye haaye laage naa mora jiyaa sajnaaaa nahin aaye haaye laage naa mora jiyaa tune meri sudh bisraayi bedardi tohe laaj naa aayi tune meri sudh bisraayi bedardi tohe laaj naa aayi bhool gaya kyun o harzaai jaa ke des paraaye jaa ke des paraaye haaye laage naa mora jiyaa sajnaaaa nahin aaye haaye laage naa mora jiyaa
lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye humko mili hain aaj ye ghadiyaan naseeb se jee bhar ke dekh lijiye humko kareeb se phir aap ke naseeb mein ye baat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye paas aaiye ke hum nahin aayenge baar baar baahen gale mein daal ke hum ro len zaar zaar aankhon se phir ye pyaar ki barsaat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye
lau lagati geet gaati lau lagati geet gaati deep hoon main preet baati lau lagati geet gaati nainon ki kamna pranon ki bhawna nainon ki kamna pranon ki bhawna pooja ki jyoti ban kar charno mein muskurati lau lagati geet gaati lau lagati geet gaati asha ki pakhuri swaso ki basuri asha ki pakhuri swaso ki basuri thali hirdiye ki le kar nit aarti sajati lau lagati geet gaati lau lagati geet gaati kumkum prasad haiiii parbhu dhanyavad haiii kumkum parshad hai parbhu dhanyavad hai har ghar mein har suhagan mangal rahe manaati lau lagati geet gaati lau lagati geet gaati
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jeevan Dor Tumhin Sang Sati Savitri (1964) 03:17 14159
 
Poster of Sati Savitri (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:17   Song Number : 14159   

Jhoomti Chali Hawa Sangeet Samrat Tansen (1962) 03:43 12050
 
Poster of Sangeet Samrat Tansen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Sohini
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:43   Song Number : 12050   

Jiyo To Aise Jiyo Bahu Beti (1965) 03:32 12802
 
Poster of Bahu Beti (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 12802   

Jo Main Janti Shabab (1954) 03:26 16575
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Mand
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:26   Song Number : 16575   

Kaanchi Re Kaanchi Re Hare Rama Hare Krishna (1971) 05:14 20701
 
Poster of Hare Rama Hare Krishna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mumtaj
Raag- 
Bhupali
Duration : 05:14   Song Number : 20701   

Kabhi Khud Pe Kabhi Hum Dono (1961) 04:00 20707
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nanda, Sadhana
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:00   Song Number : 20707   

Kaisa Jadoo Balam Tune Dara 12 O'clock (1958) 03:25 11997
 
Poster of 12 O'clock (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:25   Song Number : 11997   

Kaise Din Beete Anuradha (1960) 03:32 12723
 
Poster of Anuradha (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leela Naidu
Raag- 
Manj-Khamaj
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 12723   

Karvaten Badalte Rahe Aap Ki Kasam (1974) 05:05 20744
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:05   Song Number : 20744   

Kaun Aaya Ke Nigahon Mein Waqt (1965) 04:23 20749
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhana, Raj Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:23   Song Number : 20749   

Kesariya Balma Lekin (1990) 04:59 13611
 
Poster of Lekin (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia, Vinod Khanna, Alok Nath
Raag- 
Mand
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:59   Song Number : 13611   

Khat Likh De Aaye Din Bahar Ke (1966) 05:27 20761
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:27   Song Number : 20761   

Khilte Hain Gul Yahaan Sharmilee (1971) 04:02 20764
 
Poster of Sharmilee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:02   Song Number : 20764   

Kisi Ki Yaad Mein Jahan Ara (1964) 03:40 13400
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:40   Song Number : 13400   

Koi Saagar Dil Ko Behlata Nahin Dil Diya Dard Liya (1966) 03:46 20795
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 20795   

Kora Kaagaz Tha Ye Aradhana (1969) 05:51 20799
 
Poster of Aradhana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:51   Song Number : 20799   

Kuchh Aur Zamaana Kehta Hai Chhoti Chhoti Baatein (1965) 03:46 37285
 
Poster of Chhoti Chhoti Baatein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Nadira
Raag- 
Gowda-Sarang
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 37285   

Laage Naa Mora Jiyaa Ghunghat (1960) 03:25 13281
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:25   Song Number : 13281   

Lag Jaa Gale Woh Kaun Thi (1964) 04:28 11973
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:28   Song Number : 11973   

Lau Lagati Geet Gaati Bhabhi Ki Chudiyan (1961) 03:07 16211
 
Poster of Bhabhi Ki Chudiyan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
Sudhir Phadke
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:07   Song Number : 16211